गुरुवार, 18 फ़रवरी 2010

Dard kafi hai bekhudi ke liye
maut zaroori hai zindagi ke liye
khun marta hai kisi ke liye yaaro
hum to zinda hai sirf apno ki dosti ke liye
AAP KA DOST -AMANULLAH KHAN

TUJH par khatam sari mohabbat hogi

phir na kisi ki hume chahat hogi

kuch is tarha se yaad karenge tujhe,

na tujh ko khabar na zamane ko shikayar hogi

Dil me kuch nahi dard ke siwa
ankhon me kuch nahi tumhari yaad ke siwa
dost tum mat saath chodna mera
zindagi me bacha kuch nahi ''TUMARI DOSTI ''ke siwa
AAP KA DOST- AMANULLAH KHAN

रविवार, 7 फ़रवरी 2010

Ne mile kisi ka sath to hume yaad karna
tanhai mein hume mehsos karna
khushiya batni ho to hazar dost rakhna
par gum batna ho to sirf hume yaad karna
kash! mere wajud mein wo utar jaye .
mein dekhu aaina aur woh nazar aaye
woh ho samne to waqt theher jaye
aur usey dekhte dekhte zindagi guzar jaye

सोमवार, 1 फ़रवरी 2010

Waqt dar waqt ek ehsaas rakhna
lamha harlamha ye aas rakhna
bhula na sakenge hum kabhi aapko
lekin aap bhi humari yaade apne paas rakhna
AAP KA DOST AMANULLAH KHAN
Na koi kisi se dur hota hai
na koi kisi ke karib hota hai
pyar khud chal kar aata hai
jab koi kisi ka nasib hota hai
AAP KA DOST AMANULLAH KHAN