शनिवार, 31 अक्टूबर 2009

zamin ke har zarre ko aaftab kar denge
Gulshan ke har phul ko gulab kar denge
ek pal bhi na reh sakoge hamare bina
aapki adat hum itni kharabkar denge

शुक्रवार, 30 अक्टूबर 2009

hum unki muskaan pe har pal muskurate rahe
unki raho me palke bichhate rahe
woh hai ki paltkar bhi nahi dekha hume
or palke jhapkane se bhi katrate rahe
AAP KA DOST AMANULLAH KHAN

umar ki rah me raste badal jate hain

waqt ki andhi me insaan badal jate hain

sochte hai tumhe itna yaad na kare

lekin ankh band karte hi irade badal jate hai

AAP KA DOST AMANULLAH KHAN

pyar jhukta nahi aankhe jhukane se

dil rukta nahi kisi ke samjhane se

ham aap ko yaad karte hai jeene ke bahane se

kyuki ruk jati hai dhadkan aap ko bhul jane se

AMAN ULLAH KHAN AAP KA DOST

shaam dhali fir kaali raat aayi
dil dhadka fir aapki yaad aayi
saanson ne mehsoos kiya fir us hawa ko
jo aapko chookar hamare pass aayi

शुक्रवार, 28 अगस्त 2009

Yahoo! India

Yahoo! India

शनिवार, 1 अगस्त 2009

In duriyo ko judai mat kehna
In khamoshiyo ko narazgi mat kehna
Her haal me saath denge aapka
Zindagi ne saath na diya to bewafa mat kehna
aap ka sife aap ka dost AMANULLAH KHAN
wo kuch is tarah se khafa hote hai
na hotho se kuch kehte hai na dil ki sunte hai
unki berukhi itni dilnashi hai
wo roz khafaahote hai
hum roz fida hote hai

सोमवार, 8 जून 2009

b

मंगलवार, 26 मई 2009

best gift
zindgi
best ehsas
khushi
best feeling
pyar
best relation
dosti
best person
aap
best friends
aap hi aap

शुक्रवार, 22 मई 2009

सजिया आप केसी हो ,मैं आप को बहुत मिस करता हु आप mari
ये देश की बदकिस्मती है की मात्रभाषा हिन्दी होने के बावजूद मंत्री इंग्लिश मे सपथ ले रहे है।

शुक्रवार, 13 मार्च 2009

अमानउल्लाह खान आप का स्वागत करता है.