zamin ke har zarre ko aaftab kar denge Gulshan ke har phul ko gulab kar denge ek pal bhi na reh sakoge hamare bina aapki adat hum itni kharabkar denge
शुक्रवार, 30 अक्तूबर 2009
hum unki muskaan pe har pal muskurate rahe unki raho me palke bichhate rahe woh hai ki paltkar bhi nahi dekha hume or palke jhapkane se bhi katrate rahe AAP KA DOST AMANULLAH KHAN
umar ki rah me raste badal jate hain
waqt ki andhi me insaan badal jate hain
sochte hai tumhe itna yaad na kare
lekin ankh band karte hi irade badal jate hai
AAP KA DOST AMANULLAH KHAN
pyar jhukta nahi aankhe jhukane se
dil rukta nahi kisi ke samjhane se
ham aap ko yaad karte hai jeene ke bahane se
kyuki ruk jati hai dhadkan aap ko bhul jane se
AMAN ULLAH KHAN AAP KA DOST
shaam dhali fir kaali raat aayi dil dhadka fir aapki yaad aayi saanson ne mehsoos kiya fir us hawa ko jo aapko chookar hamare pass aayi