शनिवार, 2 जनवरी 2010

zindagi badi ajeeb hoti hai
kabhi haar to kabhi jeet hoti hai
tamanna rakho samundar ki gehrai ko chhune ki
kinaro se to bus zindagi shuru hoti hai,
AMAN ULLAH KHAN AAP KA DOST
jeene ki nayi ada di hai
khush rehne ki usne dua di hai
E-KHUDA usey sara jahan de de
jisne mujhe apne dil mein thodi si jagah di hai
AMAN ULLAH KHAN AAP KA DOST
kabhi garmi kabhi sardi ye to kudrat ke nazare hai
peyaas to unko bhi lagti hai jo rehte dariya kinare hai
AMAN ULLAH KHAN AAP KA DOST
arzu ye nahi ki Gam ka tufaan tal jaye
Fikar to ye ki apko dil na badal jaye
kabhi bi mujhko agr bhulna chaho aap
to dard itna dena ki mera dam nikal jaye
AMAN ULLAH KHAN AAP KA DOST
DIL jab tut ta hai to awaz nahi aati
her kisi ko mohhabbat raas nahi aati
ye to apne nasib ki baat hai
koi bhuita nahi or kisi ko yaad hi nahi aati
AMAN ULLAH KHAN AAP KA DOST
Nikalte chand sabko pasand hota hai
dubta suraj kaun dekhta hai
tutata hua tara sabki dua isliye puri karta hai
kyunki use tutne ka dard malum hota hai