MAA tab bhi roti thi jab beta khana nahi khata tha !
or MAA aaj bhi roti hai jab beta khane ko nahi deta !!
dosto is sms ko itna frwd karo ke koi Maa kabhi bhuki na soye
AAP KA DOST -AMANULLAH KHAN
SUB ajnabi hai jane kab chhod de hawa ka kya maloom kab rukh moad de hum to sub ke Dil khush rakhte hai magar kisi ka kya maloom kab Dil tod de APP KA DOST -AMANULLAH KHAN
Dard kafi hai bekhudi ke liye maut zaroori hai zindagi ke liye khun marta hai kisi ke liye yaaro hum to zinda hai sirf apno ki dosti ke liye AAP KA DOST -AMANULLAH KHAN
TUJH par khatam sari mohabbat hogi
phir na kisi ki hume chahat hogi
kuch is tarha se yaad karenge tujhe,
na tujh ko khabar na zamane ko shikayar hogi
Dil me kuch nahi dard ke siwa ankhon me kuch nahi tumhari yaad ke siwa dost tum mat saath chodna mera zindagi me bacha kuch nahi ''TUMARI DOSTI ''ke siwa AAP KA DOST- AMANULLAH KHAN
रविवार, 7 फ़रवरी 2010
Ne mile kisi ka sath to hume yaad karna tanhai mein hume mehsos karna khushiya batni ho to hazar dost rakhna par gum batna ho to sirf hume yaad karna
kash! mere wajud mein wo utar jaye . mein dekhu aaina aur woh nazar aaye woh ho samne to waqt theher jaye aur usey dekhte dekhte zindagi guzar jaye
सोमवार, 1 फ़रवरी 2010
Waqt dar waqt ek ehsaas rakhna lamha harlamha ye aas rakhna bhula na sakenge hum kabhi aapko lekin aap bhi humari yaade apne paas rakhna AAP KA DOST AMANULLAH KHAN
Na koi kisi se dur hota hai na koi kisi ke karib hota hai pyar khud chal kar aata hai jab koi kisi ka nasib hota hai AAP KA DOST AMANULLAH KHAN
sahmi -sahmi nigahon mein khawaab hum jaga denge suni-suni rahon pe phool hum khila denge aap humare sabg muskurakar to dekho aapka har gham hum bhula denge AAP KA DOST AMANULLAH KHAN
Koi khawab in aankho ne sajaya hi nahi humare dil ki gehrai ko koi samej paya hi nahi kisi ko humari kami mehsoos ho khuda ne humko aisa banaya hi nahi APP KA DOST AMANULLAH KHAN
Kitnui masoom si ada hoti hai palat kar dekho to hawa hoti hai nadan hai jo chahte hai kisi ko zindgi ki tarah nahi jante zindgi bhi to bewafa hoti hai APP KA DOST AMANULLAH KHAN
Tanhaiyo se nahi mehfilo se darte hai duniya se nahi hum khud se darte hai yun to bahut kuch khoya hai humne na jane kyun tumhe khune se darte hai APP KA DOST AMANULLAH KHAN
Zindgi to apne hi dum par ji jati hai dost auro ke kandho par to zanaza hi uthaa karta hai dost APP KA DOST AMANULLAH KHAN
AAP KA DOST
Zindgi to apne hi dum par ji jati hai dost auro ke kandhoo par to zanaza hi uthaa karta hai dost APP KA DOST AMANULLAH KHAN
Zindgi to apne hi dum par ji jati hai dost auro ke kandho par to zanaza hi uthaa karta hai dost APP KA DOST AMANULLAH KHAN